Namaaz ki taraf ziyaada tawajjuh dena
Question
Mai ne raat me khuwab dekha hai mai ghar ki window se bhar dekhta hon to mjhe gali m ek 10 ya 11 sal ka bacha mery ghr ki tarf muh kiye kiblah rooh naamz parha he. Mujhe is ki tabeer baten.
Answer
Namaaz ki taraf ziyaada tawajjuh owr diyaan dede. Apni paanch wat ki namaaz ku apne saheeh waqt par musjid me ba jamaat parhne ka ihtimaam kare.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.