Esaal-e-sawaab
Question
Main apne waaldain ko ghar se fatiha padhta hu aur aakhir main yeh kehta hu Ya Allah paak jo kuch maine padha hai usay qubool farmaa lijiye aur iska Sawaab meri ammi Aur abbu ki rooh ko baksh dijiye. Kya yeh tareeqa sahi hai?
Answer
Ye jaaiz he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.