Khwaab ki ta'beer

· 7 Jumada II 1437 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudream

Question

Maine khwaab me dekha ke meri saheli ki ammi jinka intekal abi jald hi silendar fatne ki wajah se hua h wo mere khwab me ayi to maine unhe salam kia air unke lipat ke rone lagi aur unse mafi mangi ke mujse koi galti hui ho to maaf kar diega. Lekin wo mera hath pakar k muje apne sath le ja rahi badi mushkil se unse hath chhida ke apne ghr ayi mai to dekha ke wo bhi aa gai aur muje apne sath le jane ke lie preshan he. Mai unse bach ri hun subah 7 bje ka ye khwab he.

Answer

Un ke lia dua kare ke Allah Ta'ala un ki maghfirat farmae. Qur'an Shareef ka kuch hissa par kar ya kuch sadaqah dede owr us ka sawaab un ke lia phonchaade.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.