Baal mukhtalif miqdaar kaatna
Question
Mera aap se question hey ky yeh jo boys apny differnt hair styles banty hein bary ya choty baal ais ky baar me quran owo hadees ki rehnumai farmy.
Answer
Baal mukhtalif miqdaar kaatna is tarah ke upar lamba owr neeche chowta, waghairah Musalmaano ka tareeq nahi he. Ye kuffaar ka tareeqa he. Lihaza is tarah kaatna jaaiz nahi he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.