Dunyawi cheezo ke oopar bharosa ne rakhna
Question
Agar koe larki khwaab me ye dekhe ki wo apni phuphi aur phupha ke sath aeoplane se madina ja rahi he nikah krne ke lea tbhi khraab mausam ki wajah se plane crash ho jae aur wo ldka bahut ro rha he jisse uski shaadi honi he. Kya ye dono khwab shadi me kisi rukawat seher waghairah ki nishani tou nahi?
Answer
Dunya aur dunyawi cheezo ke oopar bharosa ne rakhna chaahiye.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.