Razaa'at me shubah

· 26 Jumada II 1437 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsShaadiurdufoster relationshipprecautionnikaah

Question

Mujhe aapse ye baat karni ha. Mere cousin ha mare ami na os ko dod nahe deya laken os na sirf apna sena sa lagya ta or ma os time 1 haf saal ka tha. Abe mare ami bolte ha ke muja pata nahe ka os na dod peya ha ya nahe os na sirf 1 mint ke leya sena sa lagaya ta keya mara os ke saat rishta hota ha ke nahi?

Answer

Ye waaqiatan shubah ka maqaam he. Behtar yahi he ke ayse aadmi ko apna doodh beta samajh le lekin ihtiyaat ka taqaadha ye he ke pardah ka ihtimaam baaqi rakhe.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.