Khwaab ki ta'beer
Question
Mere chacha jo zahiri tor se bhi mere dushman hein, meine khawab deikha ki woh ek packet jis mein janamaz topi aur Quran hai woh baat rahe hein jo unhone mijhe bhi bhijwaya hai. Mein ek doosre chacha se keh raha hu ke Allah in ko hidaayat de. Is khwaab ka kya mtlab hua?
Answer
Ye achcha khwaab he. Aap ka chacha aap ke khair khwa he owr aap ke lia bhalaai chahte he. Aap bhi un ke lia dua kare owr unke saat achcha sulook owr bartaaw kare.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.