Teen talaaq

· 4 Rajab 1437 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsTalaaqurduthree talaaqs

Question

Humari shaadi ku 6 mahine ho gaye hain. Main America main rehta hoon. Maine apni biwi ke ghar phone kiya aur Maine apni Saas ko ghusse mein kaha "main teri beti ko teen bar talaq deta hoon main wo meri tarf se farigh hai". Us waqt meri niyat talaaq ki thi, lekin ab main bahut regret kar raha hun. Kya talaq waaqi ho gayi ya nahin. Please guide me in detail.

Answer

Teen talaaq waaqi hogai owr nikaah khatam hogaya. Ab tum downo ke lia saat rehna jaaiz nahi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.