Maa baap ki khidmat karna

· 9 Rajab 1437 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudreamkhidmatparents

Question

Mene khwaab me hud ko barhna daikha apni naaf tak aur us halt me mery abu bhi mjy daikh rhy hty a aur mujpe gusa nikal rhy hty hain. Phir ye daikha ke abu ami k sar per 2 dafa ent marty he.

Answer

Har waqt maabaap ki khidmat karo aur un ki baat maano. Koi bhi kaam un ke mashwara ke beghair na karo

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.