Jin lowgo ku shahaadt ka martaba mila he

· 12 Rajab 1437 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudreamshaheed

Question

Muje khwaab ki tabeer janni hai. Kuch din pehle muje mère foth huye dada abu Mile ha. Dada abu baithe Huye hôte hain To me yeah sojti hun ek mara Hua Insan kaisay zinda ho Santa ha To itne me meri bari sister ait ha To muj se Kehti ha k dada abu ne kaha haï k unne Allah tala ki taraf se 1 week ka time mila ha wo is darakht ko jaisay hi katay gay To wo foth ho jaye gay. Muje Is khawab ki tabeer bata dein.

Answer

Jin lowgo ku shahaadt ka martaba milta he, un ke wafaat ke ba'd bhi wo zinda rehte he. Qur'an Shareef ka kuch hissa par kar ya kuch sadaqah dede owr us ka sawaab apne marhoom dada ke lia phonchaade.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.