Neak suhbat ikhtiyaar karna owr Sunnat ki ittiba' karna

· 17 Rajab 1437 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudreamfollowing the sunnahpious company

Question

Hajj ka kuch der bad mujy khawab aaya ke me dadi ke paas bathi baaten kar rahi thi. Aasmaan par halke halke baadal the or ayk dam meri nazar mashriq ki taraf asman par pare to khana kaba asman par apna rukh badal badal kar dikha raha ha or ma dosroon ko kah rahi hon ke udhr dakho khana kaba ha or ma usy dakh kar Subhaanaallah kah rahi hon. Barah e meharbani is ki tabeeer bata de. Shukria

Answer

Neak suhbat ikhtiyaar kare owr Sunnat ki ittiba' kare tamaam kaamo me. Gunaah se parhez kare. Allah Ta'ala aap ku Haramain Sahareefain owr Ka'bah Shareef ki ziyaarat naseeb farmae.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.