Haidh ki haalat me talaaq dena

· 25 Rajab 1437 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsTalaaqurdutalaaqhaidh

Question

Mera ayk sawaal hai, kia mahwari ke doran aurat ku mard talaaq dey sakta hai?

Answer

Haidh ki haalat me talaaq dena jaaiz nahi he. Lekin agar showhar haidh ki haalat me talaaq dedi, to talaaq waaqi hogi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.