Youtube, dailymotion, facebook wagairah par tasweer lagaana

· 25 Rajab 1437 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsMutafarriqaaturduyoutubedailymotionfacebook

Question

Dailymotion jasay youtube he. Us per video hote ha ise tara dailymotion ha hum na dailymotion sa video le kar facebook par lagane ha aur jitna be log us video ko dekha ga us ka hame paisa mile ga.

Answer

Shariat me tamaam jaandaar cheezo ki tasweer haraam he. Hadith Shareef me aya ke Qiyaamt ke rowz sab se ziyaada sakt tareen azaab un logo ke upar dala jaega jo jaandaar cheezo ki tasweer khenchte the ya dhekte the. Lihaza youtube, dailymotion, facebook wagairah pur tasweer lagaana jaaiz nahi hei owr issy tarah is ke zarye se paise kamaana jaaiz nahi he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.