Tasweer kheenchne se parhez karna

· 7 Shaʻban 1437 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudreampicture making

Question

Maine khwaab mai dekha ke pehle mujhe khabar mili ke mere school ki ek ladki ka intkal ho gaya hai. Jab mai use dekhne gaya to wo usi time jinda ho gayi. Uske baad pata chala ke mere jis ladki se mangni hui hai uska bhi intqal ho gaya wo mere mama ki ladki hai jab mai usse milne gaya to wo kafan ke sath leti hui hai. Maine apne dost se kaha ke iska ek photo kheech leta hu yaad ke liye itne ma wo bhi jindah ho gayi aur haskar baat karne lagi. Jab tak mai bhut dara hua tha lekin use jindah dekhkar m bhi khus ho gaya. Please tabeer bataye.

Answer

Purda ka ihtimaam kare tamaam na mahram larkiyo owr awrato ke saat owr tasweer kheenchne se parhez kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.