Nakhoon ku barhaana

· 9 Shaʻban 1437 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsMutafarriqaaturdunails

Question

Daur-e-haza mein masail hein. Jaise nails jo ladkiyaan badhati hein aur mana karne par daleel aur kya aap mujhe online dars de sakte hein. Arabic grammar ka Aur hidaya awwalain ka. Agar mumkin ho to.

Answer

Ye kaafiro ka tareeqah. Musalamaan har hafte nakhoon ko tarashte he. Ta`ajjub ki baat he ke aysee gandi aadat he, musalmaan kis tarah se uska tasawwur bhi kar sakta he.

Nahi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.