Ka'bah aane se pehle uske aadaab seekhna
Question
Meri saheli ne ayk khwab daikha he. Us me usne daikha ha ke wo Ka'ba shareef ka andar se ziyarat karne jaati he aur nauzubilla andar ja ke daikhti ha ke wahan washroom bana hua ha and baki kuch nae ha. Bahar aa ke wo sab se jhoot bolti ha ke andar sab bohat khubsoorat ha aur ulti karti ha. Is khwab ka kya matlab ha?
Answer
Ka`bah aane se pehle uske aadaab seekho aur apne dil ko dunyawi aghraaz se saaf karke Ka`bah Shareef ke paas aao.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.