Zina se tawbah karna

· 14 Shaʻban 1437 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsNaseehaturduzinarepentance and tawbah

Question

Kal raat me hotel ma kise aur larki ky sath rat guzari pir ma buhut tension me ta kio ke ma ne mangne ki he. Is liya my bhut pareshan ho. Phir ma Allah ko roya ke ay Allah, mujy map parmady. Ayenda ma aisa nahe karongi. Bohut dafa ma ne Allah sa mafi mange laiken my aab tension ma ho ky Allah mujy map kar dyga ka nahe.

Answer

Allah Ta`ala dharoor maaf karega aaindah wa`dah karo ke kabhi aysee harkat kabhi nahi karega aur aysee jageh jaane se sakht parhez karenge.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.