Khwaab me band raasta dekhna
Question
Har raat mein khwab mein band raasta dekhta hoon. Pahar par char ta hoon magar wahan bhi raasta band milta hai.
Answer
Tamaam kaam ku Sunnat ke mutaabiq karne ka ihtimaam kare owr gunaah se parhez kare. Allah Ta'ala aap ki pareshaaniyo ku hal farmae.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.