Maa baap ki khidmat karna

· 13 Shawwal 1437 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudreamkhidmatparents

Question

Sawere ke waqt mereko khwaab aaya jismein maine aur mere ammi kisi ek dargah ke paas hai aur ammi dargah mein ek paani ka hause hai jahan se ammi jaana chahti hai lekin maine ammi ko mana kardiya kyun ki mere ammi ke leg ka operation hua so hai aur woh theek se chal nahi paati. Paani mein unka pair phisal jaata bolke maine mana kiya tho meri ammi mujhe gusse se yeh boli ke tu 20.07.16 tabhi maine ammi ke qadam bosi ki aur itne mein main neend se jaagaya. Please aap mujhe iska tafseer bataye.

Answer

Aap apne maa baap ki khidmat kya kare mahabbat owr ihtiraam ke saat owr unke huqooq poora kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.