Na mahram mard se baat karna

· 13 Shawwal 1437 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsNaseehaturduadvicespeaking to non-mahrams

Question

Mujhe four year se piyaar he aur wo mjhse bat keta tha wo hafiz he but wo mjhse kabhi direct nahi btata kya he uske dil me hum dono mile nahi h bus msg pr bat hoti thi aur dono qureshi ap mjhe koi wazfa bataiye jisse wo mjhse clear btaiye i want to marry him and he was said that mjhe hafze me bht wakt lagaiga but mei intezar karne ko ready ho mufti sahab kya koi aisa wazifa he jisse uski side se rishta ajai.

Answer

Larki ke lia na mahram mard se baat karna jaaiz nahi he. Aap Allah Ta'ala se tawbah kare is gunaah se owr pukhta azam kare ke aap aainda ye gunaah nahi karengi. Ye kitni behayaai kaam he ke larki akeli apne khaawind doondh le. Nikaah ke maamle me larki apne maa baap ke saat mashwarah kare. Maa baap ke mashwarah ke baghair koi kaam ne kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.