Khwaab ki ta'beer

· 14 Shawwal 1437 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudream

Question

Main ayk khwaab ki tabeer pochna chahta hun kai ma ne dekha meri abu ki lakri ki dukan (jo haqiqat main hai) us main bohot sary kabootar dekhy zyada tar safaid rang. Phir jo khwaab ma khas toor par mjhy dikhaya gaya wo mukamal laal red kaboorar tha or chamakdar or bht khoobsorat bhi or yeh sary kabootar do admi le ker aye thy to kia iski tabeer app batayengy?

Answer

Allah Ta'ala aap lowgo ku barkat naseeb farmae.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.