Yaseen Shareef ku sarhaane rakhna

· 14 Shawwal 1437 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsQur'an ke mutaalliqqur'anrespect for qur'anhead side

Question

Me raat ku neend me dar jati hun. Islye tawiz size Yaseen Shareef apne sarhany ke neeche rakh ke soti hun. Mujhe ye puchhna he ke haalat haiz me Yaseen Shareef kapre me lapet kar rakh sakti hu apne sirhany?

Answer

Sarhaane rakh sakti, lekin takye ke neeche ne rakho. Sowne se pehle teen qul teen dafa parhe aayatul kursi ke saat owr apne upar dam kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.