Khwaab ki ta'beer

· 20 Shawwal 1437 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudreamsalaahadopting purda

Question

Aksar me khwaab dekha karta hoon ke ma aurhta (flying) hoon. Wings nahi hain meray apnay baazu ke madad say pareenday ke tarha aik jagah say dosari jagah jata hoon aur hamesha apnay aap ko abadi ma he aurtay dekha ha.

Answer

Paanch waqt ki namaaz ko paabandi ke saat apne saheeh waqt par parne ka ihtimaam kare aur tamaam na mahram logo ke saat pardah ka ihtimaam kare. Har waqt apni aank, kaan, zabaan aur dil ko gunaahow se mahfooz kare. Ghalat khiyalaat se apne dil ko mahfooz kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.