Khwaab me pistaano sy doodh nikalna

· 22 Shawwal 1437 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudreambreastmilk

Question

Me pregnant hon. Or ma ny khawab ma dekha ke mery pastanon sy kafi dodh nikal raha hai. Pastan full hen or zyada dodh nikal raha hai phir ma dodh ko apni body sy saaf karti hon. Is khawab ki tabeer bata den.

Answer

Allah Ta'ala aap ku neik, saalih aur tandarust aulaad naseeb farmaaye, jo aap ke lie baaise khair aur bhalaaiy bane, dunya mei aur aakhirat mei.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.