Bimaari ki wajah se umrah ku chowrna

· 25 Shawwal 1437 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsHajj owr Umrahurduumrahdamsickness

Question

Merey susar umrah ke liye gaye thy wahan uhon ny aik umrah to kar liya but jab wo doosri dafa umrah ki neeyat se ahram band kar gaye but (un ko urine ki problm hai ) aur un ki tabiyeet kharab ho gai umrah chor kar wapis chaley gaye to kuch log kah rahy hain ke is ka koi kufara ada karna parey ga. Kindly app bta dein karna pary ga ya nhi aur agar karna pary ga to kya aur kitna?

Answer

Usko dum dena chaahiye aur umrah jo fout hogaya uska qadha bhi karna chaahiye.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.