Khwaab me patang uraana

· 27 Shawwal 1437 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdukite flyingdream

Question

khwaab mein apnay makan ki chaat per patang (kite) udaah raha tha.

Answer

Apne waqt ki qadr karo. Waqt ek bohot bari nimat he. La ya'ni kaamo aur be hooda kaamo me apna waqt zaai' na karo.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.