Khwaab ki ta'beer

· 18 Dhuʻl-Qiʻdah 1437 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudream

Question

Mene ayk khwaab me dekha ke ek buzurg hein safaid darri he un kii noor he cheree pr un kee me nhi jantaa unhein kon hein woo wo mere pass ate he or mere hath pakr kar poonkh martee hein or phir challe jate hein.

Answer

Nek logo ki suhbat ikhtiyaar kare, Allah Ta'ala aap ku deeni samaj naseeb farmaaenge aur Deen par chalna aap ke liye aasaan farmaayenge.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.