Napaak kapra phenna

· 18 Dhuʻl-Hijjah 1437 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsTahaaratPaaki owr Napaakiurduimpurityclothes

Question

Agar ayk shaks mushtzani karta he or uske kapre shalwaar napaak hojati he phir wo farz ghusal karke paak hojata he lekin usne shalwaar ko paak nahi kiya he. Agar wo dobaara wohi napaak shalwaar pehnega to kiya wo dobaara napaak hojaega ya wo paak rahega kynke wo paak hochuka he farz ghusal karke.

Answer

Dowbara napaak nahi hoga. Lekin us ku chahia ke napaak shalwaar ku dhowle. Napaak kaapre ku ne pehne. Us ku chahia ke mushtzani ke gunaah se tawbah kare owr azam kare ke aainda wo ye gunaah nahi karega.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.