Aqeeqa ki niyaat se zinda jaanwar kisi faqeer ku dena

· 18 Dhuʻl-Hijjah 1437 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsQurbaaniurduaqeeqahlive animal

Question

Mera sawaal ye hai ke kya aqiqa ke leye bakra lekr Qurbaani karna zaroori hai ya zinda bakra bhi aap kisi gharib ko aqiqa ki niyat se de sakte ho ya bakra ki qeemat ke paise kisi gharib ko aqiqa ki niyat se de do to kya in sorto me b aqiqa ho jayega ya bakra lekr qurbaani kerna zaroori hai? Please tafseel se samja dain.

Answer

Jaanwar zabah karne se aqeeqa hoga. Faqeer ku zinda jaanwar dene se ya us ki qimat dene se aqeeqa nahi hoga.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.