Iddat ki haalat me Qurbaani
Question
Agar aurat iddat may ho to us per Qurbaani wajib ho gee ya nahi jab ke us ke hasiat qurbani karny ki hay.
Answer
Agar qurbaani ke ayaaam me unke paas nisaab ke baraabar ya us se ziyaada paise ho, to us par qurbaani waajib hogi.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.