La ya'ni kaamo se bachna

· 7 Muharram 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudream

Question

Main aksar khwab me dekhta hoon ki kuch anjan logon se meri behes ya ladayi chal rhi hai or fir mujh par jaanleva hamlaa kar dete hain lekin main baal baal bach jata hoon. Kal maine khwab me dekha ki meri kuch namaloom afraad se ladayi ho gyi or fir jab main ghar aa gya to mere darwaze pe kisi ne bell bajayi. Maine darwaza khola to wohi shaqs hath me pistol liye khada hua hai or mere darwaza kholte hi usne mere upar fire kar diya. Maine fauran darwaza band kar liya or meri aankh khul gyi. Baraye meherbaani tabeer batayein.

Answer

Buri suhbat se parhez kare owr la ya'ni kaamo se bhi bache.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.