Muaaz naam rakhna
Question
Mairi bahen ke gher ladka huwa hai us ka naam hum ne muaaz rakhne ka socha hai ye naam kesa hai aur kiya ye sahaba ikraam ka naam he?
Answer
1. Ye achcha naam he.
2. Jee ha. Hazrat Muaaz (Radiyallahu Anhu) Huzoor (Sallallahu Alayhi Wasallam) ke mashoor Sahaabi the.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.