Waalid saheb ki taraf se sakhti
Question
Meri shaadi ko 12 saal ho gay hain. In 12 saalon me meray walid sahib ne kbi b meri wife ko bura nhi kaha. But 2 saal pehlay meray chotay Bhai ki shadi bradri se bahir hooi. Os ki bv intehai shatir aurat hai. Os ki wja se walid sahib ne 2 bar alehda kr chukay hain. Mukhtasir ye k wo ghr ka kaam b nhi krti. But walid sb phir b usi ka 7 detay hain. Pehli bar jb alehda kiya tha muje to walid sahib ne meray bachon se moon mor liya tha. Aur ab 2sri bar alehda kiya hai to phir b muj se, meri bv se aur meary bachon se moon mor liya hai. Muje queen hai k meray walid pr koi jadoo kiya gia hai. Q k chotay bhai ki bradri se bahir shadi pr koi b raza mnd nhi tha. Ab sb choti bhrjai k plray me hain. Muje guide kre k m is soort-e-hal me kia kroon? Q k walid sahib ne os bahoo ki khatir sb relatives se b moon mor liya hai. Walid sahib ko sirf wo aur ka paab hi nzr atay hai. Baqi kisi b rishtadar k 7 hansana bolna nhi hota.
Answer
Aap apne walid sahib ke saath akhlaaq ke saath pesh aao. Unki sakhti ki taraf dhiyaan ne do. Baaqi apne ghar waalo ke saath sulook aur ihsaan karo. Allah Ta`ala usji iwadh me dono jahaan me bohot bara badla dega.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.