Rishtidaaro ke saat achcha sulook owr bartaaw karna

· 18 Muharram 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudreamfamily ties

Question

Me na dream dehka ka mera mamo mami aur mera bhai hai main road ma aur ma hawa sa urta hoo signal ka pool tak aur phr shower sa barish karta hoo un kae uper esa karta ho jesay barish ho ri hoo un par. Phir ma office ki taraf jump zour sa karta hoo aur hawa ma office ki taraf jaha ra hota hoo.

Answer

Apne rishtidaaro ke saat achcha sulook owr bartaaw kare. Allah Ta'ala aap ku barkat naseeb farmaenge.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.