Neak lowgo ki suhbat se Deeni samajh haasil hogi

· 21 Muharram 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudreampious company

Question

Maine khwab mein masjid me ho aur aalim log aur hafiz log hai aur ek hafiz e Qur'an ku qirath karthi qwale bhi karrha hai tho main apne sathi se keh rahath ke a Quran Ka ehtharam nahi hai phir main ek admi ku bakara lane ku kha tha wo bakra kala seya tha aur a apne app he masjid ke darwaze me bilkul samne akaar late gaya aur isko char aalim log pakdhe hai aur main isko zuba karne badh raha ho aur main isko is ke dum ke tharaf se zuba kar raha ho.

Answer

Neak lowgo ki suhbat ikhtiyaar kare. Neak lowgo ki suhbat se aap ku deeni samajh haasil hogi owr Allah Ta'ala aap ku barkat naseeb farmaenge.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.