Tamaam na mahram lowgo ke saat purda ka ihtimaam karna

· 22 Muharram 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudreamadopting purda

Question

Mera nikaah ho chuka hai mgr abi ruksati nhi huyi hai. Mai aksr khowab dekhti hun ki mai apne shouhr se sohbat karna chahti hun magar wo nhi kr pate hai ur kabi koi kafila ya koi sakhs mujhse sohbat kar ke chala jata hai. Mai ye khowab chaar bar dekh chuki hun. Please tabeer bata den.

Answer

Tamaam na mahram lowgo ke saat purda ka ihtimaam kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.