Qardh daar umre ke lia jaana
Question
Main Dubai ma aaya hova hon or yaha se umrah par jana chahta ho by road jo ke mujhay boht sasta paray ga Pakistan ki banisbat. Mujh par meray susar ka do lack ka loan ha. Aap mujhay ye bataiye ke kia mera umrah qabool hoga agar ma qarz dar ho to kindly reply fast, I am waiting.
Answer
Agar aapke qardh khwaah ko us se kisi qisam ki garaani ne ho to durust he aur aapko yaqeen he ke is qardh saheeh waqt me adaa karega.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.