Qadha namaaz

· 29 Muharram 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsNamaazQadha Namaazurduqadha salaah

Question

Falaa shaks ki bhoht qaza namaze rehgayi he and wo poori ada karne ka waqt nahi he uske paas kyu ke kaam aur aaj kal ki areshaaniyo me to bataye namaaz ka kaffaara he koi? Mene suna he jeyse fitra zakaat dete he ayse qaza namazo ka fitra bhi deskte he jisse qaza namaze maaf hojati he?

Answer

Namaaz ka kaffarah yahi he ke usko waqt ke oopar adaa kya jaaye. Jayse bhi haalat ho waqt se muakkar na kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.