Qadha namaaz

· 29 Muharram 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsNamaazQadha Namaazurduqadha salaah

Question

Fidyah kya he (sadaqatul ki raqam) qaza namaaz ke liye? Meri bohot qaza namaazen he das hazaar se ziyaada. Baraaye meherbaani bataye?

Answer

Sab ka qadha kare. Himmat ko ne tor. Agar har namaaz ke saath aap do qadha bhi parhle to eik saal me saat so ke oopar khatam hojayegi. Aur ye bari aasani ke saath ho sakti he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.