Khwaab me gandum ki baarish dekhna
Question
Mein ne khawab mein dekha ke bahir gandum (wheat) ki barish ho rhi hy or hamary ghar ke samnay gali mein gandum ka dair lag gaya hy bahir jany ka rasta bhi nahi or na ghar ka gate khul sakta hy. Or us gandum ke dair n nechy mein behan a gai hy or hamain awazain day rhi hy pir achanak gandum ke pressure ki waja sy ghar ke bahir wali dewar toot jati hy or behan nikal ati hy.
Answer
Allah Ta'ala aap lowgo ku halaal rowzi naseeb farmae aafiyat ke saat owr takleef se tum ku bachahia.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.