Khwaab ki ta'beer
Question
Main khawab main daikhte hoon k main aapny ghar k sahn main daig bna rahe hoon lakre ke aag jul rahe hai owr main kahte hoon kaab is aag ko kantrol kaisy kroonge.
Answer
Ye halaal rozi ki taraf ishaara he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.