Whatsapp par teen baar talaaq likhna
Question
Mene apni biwi ko watsup per teen martaba "Talaak" likh k bhej diya. To kya hamara "Talaak" Waqai ho gaya? Aapsi talukaat kharab hone ki wajah se hum do saal se ek dusre se alag rehte hai. Hamare bich koi rishta nahi hai pichle 2 saal se. Jawab ka talabgaar.
Answer
Teen talaaq waaqi hogayi aur nikah toot gaya.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.