Khwaab ki ta'beer
Question
Mene khwaab me dekha ke bohot se rishtedaar mere ghar ae hue hen unme meri dost bhi he aur meri ami bhi he. To me ammi ko apne bed pe litadeti hn aur baqi aurton ko bhi apne kamre me thehradeti hn aur jo mard hote hen unhe dusre kamre me thehradeti hn.
Answer
Allah Ta'ala aap ke neak aa'maal qubool farmae owr deen me taraqqi naseeb farmae.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.