Ghar me Surah Baqarah ki audio play karna
Question
Mera sawal yeh hai ki mere ghar mein koi bhi padha nhi hai kya main surah baqrah ki audio play kar sakta hu aur kya waqt hona chaihye kya yah sahi rahega ghar mein asraat hai isliye yeh karn a chahta hu.
Answer
Jaaiz he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.