Khalwat se pehle talaaq

· 2 Safar 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsTalaaqurdutalaaqkhalwat

Question

Mera nikah howa he abhi rukhsati nai hoi ar mein ne 1 talaq di gussay mein aa kar ab is bare mein kia hukam he?

Answer

Agar aap ne un ke saath khalwat me nahei bethe nikah ke ba'd, aur aap ne unku eik talaaq de di, to un par eik talaaq baain waaqi hogai aur wo aap ke nikah se nikal gai. Un par iddat waajib nahei he. Agar aap dono dobaara milna chaahte, to eik naya nikah parhaana zaroori hoga aur alag mahar bhi dena hoga.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.