Aqeeqah ke gowsh ghareebo ku dena
Question
Kia mein apni beti k aqeeqay ka sara gosht gharibon may baant skta hun? Kehtay hn aqeeqa k janwar ki haddiyan nahi tortay to phr oska gosht kis trh alag karain?chanp js may pasliyan he hoti hn oska kia karain or dhanchay ka kia karain osay kidhar phainkain.
Answer
Jee haa saheeh he
Ye koi shar`ee hukm nahi.
Jis tarah aur gosht ke saath muaamalah kare aqeeqah ke gosht ke saath wahi muaamalah kya jaaye.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.