Khwaab me doodh dekhna
Question
Meri bewi ko khawab main Doodh (milk) nazar ata hy. Usay bohat khobsurat maloom hota hy jisy dekh kar wo bohat khush hoti hy.
Answer
Dood se muraad ilm-e-deen he. Allah Ta'ala aap owr aap ke khaandaan waalo ku deen ki saheeh samajh naseeb farmae.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.