Teen talaaq

· 19 Safar 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsTalaaqurduthree talaaqs

Question

Mera sawaal yeh hai ki mere dost ne 6 mahine pahle apni biwi ko 3 talaaq de di thi phir ek maulana ne fatwa diya ki 3 talaaq 1 hui phir woh dono sath mein rahne lage ab usko ek sahab ne bataya ki yeh galat hai halala karna hoga to kya ab uski biwi ko halala nikah karne se pahle iddat guzarni hogi ya nahi?

Answer

Jab se teen talaaq dedigai, nikaah tootgay. Ab downo ke lia saat rehna haraam he. Jab tak halaala ne hojae downo dowbara shaadi nahi karsakte.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.