Khwaab ki ta'beer
Question
Mera sawal ye hai ke meri biwi pregent hai. Unko khwaab aaya ke bache ka shakal na to insan ki jaisa aur na janwar ke jaisa aur ek khwab jo unko aab tak takriban bohat baar aa chuka hai ke unka stomak kuch ladys daba rahin hai and unko stomak pain hota hai jab wo neend se bedar hote hai to unko wo dard hemsus hota hai.Please is ka tabeer dijiye.
Answer
Gar me rozaana subah awr shaam tori der ke lie fazaail aamaal aur fazail sadaqaat ki taleem kare gar waalo ke saath. Allah Ta'ala aap logo ku nek aulaad naseeb farmaaye.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.