Khwaab me apne app ku barhana dekhna
Question
May apnay ap ko barhana dakhti hon k bathi hoi hon aur mahsoos kur rahi hon k bilkul barhana hon. Meray husband apnay workshop ke worker ko kahtay hain ke mufti sahab isay yani k mujhaydakh dain ab wo mera peechay say towel dakh datay hain aur mera sur bhi dakhnay ki koshis kurtay hain lakin may uthnayki koshis kurti hon to mujhay sharam mahsois hoti hay k maray perches say neechay ka sub dikhay ga aur may sochti hon k mujhay asay nahi nikulna chahiya tha.
Answer
Aaap apne showhar ki khidmat kare owr un ke huqooq poora kare. Rowzana ghar me subah owr shaam thowri der ke lia fazaail-e-aamaal owr fazaail-e-sadaqaat ki ta'leem kare.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.